Senin, 07 Februari 2011

Kuch Kuch Hota Hai

Tum paas aaye, yun muskuraaye
Tumne na jaane kya sapne dikhaaye

Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai

Na jaane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai kya pyaas hai

Kya nasha is pyaar ka
Mujhpe sanam chhaane laga

Koi na jaane kyoon chain khota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai

Kya rang laayi meri dua
Yeh ishq jaane kaise hua
Bechainiyon mein chain
Na jaane kyoon aane laga

Tanhaai mein dil yaadein sanjota hai
Kya karoon haaye, kuch kuch hota hai

Tidak ada komentar:

Posting Komentar